Sargam notations for devotional song (Bhajan) – Ab Saup Diya Is Jivan Ko
Singer : Anoop Jalota
Lyrics : Traditional
Pitch : E
MUKHDA:
Ab | saup | diya | is | jeevan | ka
SR | S~,N S | S SMG | MG | P Pd | P
sab | bhar | tumhaare | haatho | me | (2)
P d | PMG | G GMG MPM | M G MG R S | S
Hai | jeet | tumhaare | haatho | me,
SR | S~,N S | S SMG MG | P Pd | P
aur | haar | tumhaare | haatho | me | (2)
P d | PMG | G GMG MPM | M G MG R S | S
ANTARA 1:
Mera | nishchay | bas | ek | yahi,
n n | n n~D | P~DM | P~n Nd | d~PP
ik | baar | tumhe | paa | jaun | me | (2)
nn | n…n | D P~D PM | M | P~n d~P | P
Arpan | kardun | duniya | bhar | ka,
SR S~,N | SS SMG | MM P | Pd | P
sab | pyaar | tumhaare | haatho | me | (2)
P d | PMG | G GMG MPM | M G MG R S | S
[Follow same notations for rest of the song]
ANTARA 2:
Jo | jag | mein | rahun | to | aise | rahun,
jyon | jal | mein | kamal | ka | phool | rahe | (2)
Mere | sab | gundosh | samarpit | ho,
kartaar | tumhaare | haatho | me,
bhagvaan | tumhaare | haatho | me
ANTARA 3:
Yadi | manav | ka | muje | janma | mile,
to | tav | charno | ka | pujari | banu | (2)
Is | pujak | ki | ik | ik | rag | ka,
ho | taar | tumhaare | haatho | me | (2)
ANTARA 4:
Jab | jab | sansaar | ka | kaidi | banu,
nishkaam | bhaav | se | karma | karun | (2)
Fir | ant | samaymen | praan | tajun,
nirakaar | tumhaare | haatho | me,
sakaar | tumhaare | haatho | me
ANTARA 5:
Mujamen | tujamen | bus | bhed | yahi,
mein | nar | hun | tum | naaraayan | ho | (2)
Mein | hun | sansaar | ke | haathomen,
sansaar | tumhaare | haatho | me | (2)
Ab saup diya….